Sunday, October 10, 2010

Meenu ki Sayari

Chand hase ya na hase chandni to muskurati hai,Aap hame yaad kare ya na kare mujhe aapki bahut yaad aati hai.
 


Tere har gunah ki mafi hai, Tu jo roye to bahut na-insafi hai,Tere aankho me na aa paye kabhi pani , kyouki bahne ke liye to samandar hai kafi.

Dil me chupi yaadon se sawarun tujhe.Tu dikhe to apni aankhon me utaru tujhe .Tere nam ko mere labon par aise sajaya hai.So bhi jaun to khwabo me pukaru tujhe.

Pal pal ki dosti ka vada hai aapse. Apnapan kuch itna jyada haia, apse.Na sochna ki bhul jaenge aapko.Zindgi bhar sataenge ye wada hai aapse.

Unhe jab nafrat thi to izhar kyou kiy.Dena tha zehar to pyar kyou kiya.dekar zahar kahte hai ki pina hoga,Or jab pi liya to kehte hai ki jina hoga.


Aapki muskan kabhi hoton se na chute . Duniya me aapse koi na ruthe.Meharban ho khuda itna aap  par ki.Aasman ke tare bhi aapke marzi se tute. 

Mohabbat ko jab log khuda mante hai,To fir pyar karne wale ko kyou bura mante hai,Jab jamana hi patthar dil hai ,To fir patthar se log kyou duaa mangte hai.


School life is reliance.Kar lo duniya mutthi me.College life is Airtel.Aisi aajadi aur kahan.Married life is Idea.Jo bdal de aapki dunia.











0 comments:

Post a Comment